Hazrate Sayyiduna Anas Bin Malik Radiallaho Ta'ala Anho Farmate Hain Ke Ilm Ko Likh Kar Qaid Kar Lo
(نوادر الاصول، 265/1)
Jab Bhi Koi Aisi Baat Maloom Ho Jise Aap Apni Yaddasht Mein Mehfooz Karna Chahte Hain To Chahiye Ke Use Likh Lein
Humare Buzurgo Ka Bhi Yahi Tariqa Tha Ke Aham Baato Ko Likh Liya Karte The
Hazrate Sayyiduna Khaleel Bin Ahmad Alaihi Rahma Farmate Hain Ke Maine Jo Kuchh Suna, Likh Liya, Jo Kuchh Likha Wo Yaad Kar Liya, Jo Kuchh Yaad Kiya Usse Fayeda Uthaya Hai
(جامع بیان العلم و فضلہ، ص108)
Abde Mustafa
Post a Comment
Leave Your Precious Comment Here