Hum Agar Sahih Se Ek Kitab Likhna Chahein To Saalo Ka Waqt Sirf Mawaad Jama Karne Mein Guzar Jaata Hai Lekin Kuchh Hastiya Aisi Bhi Guzri Hain Jinhone Maidan -e- Tasneef Mein Aisi Dhoom Machayi Hai Ke Dunya Unhein Bhool Nahin Sakti
Chunanche Allama Ibne Jauzi Rahimahullah Likhte Hain Ke Abul Wafa Bin Aqeel Allah Ka Wo Banda Hai Jisne 80 Funoon Ke Baare Mein Kitabein Likhi Hain Aur Inki Ek Kitab 800 Jildo Mein Hai Aur Kaha Jaata Hai Ke Dunya Mein Likhi Jaane Waali Kitabo Mein Ye Sabse Badi Kitab Hai!
(ملخصاً: علم اور علما کی اہمیت، ص20، شیخ الحدیث والتفسیر مفتی محمد قاسم قادری حفظہ اللہ، مکتبہ اہل سنت پاکستان)
Abde Mustafa
Post a Comment
Leave Your Precious Comment Here