Ulama Ka Ehtiram Allah -o- Rasool Ka Ehtiram Hai

Faqeeh -e- Millat, Hazrat Allama Mufti Jalaluddin Ahmad Amjadi Rahimahullah Likhte Hain Ke Hazrat Jabir Radiallaho Ta'ala Anho Se Riwayat Hai :-

اکرموا العلماء فانھم ورثۃ الانبیاء فمن اکرمھم فقد اکرم اللہ و رسولہ
(کنز العمال، ج10، ص78)

Tarjuma : Aalimo Ki Izzat Karo Is Liye Ke Wo Ambiya Ke Waris Hain, Jisne Inki Izzat Ki Tehqeeq Usne Allah -o- Rasool Azzawajalla Wa ﷺ Ki Izzat Ki

(انظر: فضائل علم و علما، ص65)

Is Riwayat Mein Ulama Ke Ehtiram Ko Allah -o- Rasool Ka Ehtiram Qarar Diya Gaya Hai!
Ab Jo Log Ulama Ki Tauheen Karte Hain Wo Zara Ghaur Karein Ke Kya Karte Hain

Abde Mustafa

Post a Comment

Leave Your Precious Comment Here

Previous Post Next Post